Breaking News
Loading...
Monday 19 November 2012

Info Post

Rakht Charitra Songs Lyrics

Rakht Charitra Songs Lyrics: Rakhta Charitra is a two-part Indian Parallel, biographical crimefilm based on the life of Paritala Ravindra, directed by Ram Gopal Varma. The film features Vivek Oberoi as Ravindra in the lead role, whilst Suriya plays Surya, who predominantly appears in the second part. Sudeep, Shatrughan Sinha, Abhimanyu Singh, Kota Srinivasa Rao, Sushant Singh, Priyamani, and Radhika Apte play other supporting roles.

Rakht Charitra Songs Lyrics:

Song Title: Khaul Khaul Ke
Movie/Album: Rakht Charitra (2010)
Singers: Mou Mukherjee (Jojo), Ujwala
Song Lyricists: Sandeep Singh
Music Composer: Imran
Music Director: Imran
Director: Ram Gopal Varma
Music Label: T-Series
Starring: Suriya, Vivek Oberoi, Sudeep, Shatrughan Sinha, Kota Srinivasa Rao, Abhimanyu Singh Priyamani, Radhika Apte
Release on: 22nd October, 2010

Khaul Khaul Ke Song Lyrics:

Khaul khaul ke sine me behta hai jo laha ban ke wo rakht hai,shashakt hai,
Trahi trahi jisne machayi kehta itihaas gawah ban ke wo rakht hai, sarwaqt hai,
Paap punya ki kya paribhasha krodh jaane pratishod ki bhasha
Aaj ke bharat ki mahabharat me duba kurukshetr hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charita rakht charita rakht charita

Lath path kar de ranbhumi ko, ye talwaar ki tej se
Kahi sir chadta rajtilak, kahi jalti mrityu sej pe
Kahi kurbaani kahi balidani, dekar maya mukt hai
Sadiya biti yug-yug bitey, na badla wo rakht hai
Na badla wo rakht hai, ek hi rag rag rag me behta
Fir bhi bhed bhav hai sehta, chhupa hai isse har ek rishta
Yahi shatru yahi mitar hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai

Badle ki aahuti me, gir ke rakht ki bhabhuti
Banke agni jal utthi swahaa
Hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund me hai swahaa
Badle ki aahuti me, gir ke rakht ki bhabhuti
Banke agni jal utthi swahaa
Hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund me hai swahaa
Praan me hai rakht charitra
Jaan me hai rakht charitra
Sakhya me hai rakht charitra
Nash me hai rakht charitra
Lok me hai rakht charitra
Bhog me hai rakht charitra
Iske bina to kuch bhi na pavitr hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakht charita rakht charita rakht charita
Rakht charita rakht charita rakht charita
Rakht charita rakht charita.

0 comments:

Post a Comment