Ishkq In Paris (2012) Songs Lyrics: Ishkq in Paris is a primarily Hindi-language Indian film starring Preity Zinta, Rhehan Malliek and French actress Isabelle Adjani, directed by Prem Raj, produced by Preity Zinta and co-written by Raj and Zinta.
Ishkq In Paris (2012) Songs Lyrics :
Song Title: Jaane Bhi De
Movie/Album: Ishkq In Paris (2012)
Singers: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists: Kausar Munir, Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Composer: Sajid Ali, Wajid Ali
Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali
Director: Prem Raj
Music Label: T-Series
Starring: Preity Zinta, Rhehan Malliek, Isabelle Adjani
Release on: 5th October, 2012
Jaane Bhi De Song Lyrics:
Do pal ka qissa ho
Yaa dil ka hissa ban gaye
Jaane bhi de, jaane bhi de..
Do pal ki raahat ho ya
Dil ki chahat ban gaye
Jaane bhi de, hmm jaane bhi de
Chal dono mill ke chhalte rahenge
Raahon ki baahon me milte rahenge
Kuch tu sunaao, kuch hum kahenge
Dil bhar gaya toh hanske kahenge
Jaane bhi de, jaane bhi de
Jaane bhi de, hmm jaane bhi de…
Jaane bhi de, jaane bhi de
Jaane bhi de, hmm jaane bhi de…
Ho naa ho jaadu chhalta hai koi
Tere bhi armaan jhalta hai koi
Chhalne bhi de jhalne bhi de
Sholon mein dil jalne bhi de
Chhalne bhi de, dhalne bhi de
Palkon pe dil palne bhi de
Palkon pe milke, sapne bunenge
Kuch tum dikhaao kuch hum chunenge
Jaane bhi de, jaane bhi de
Jaane bhi de, hmm jaane bhi de
Thodi si humko tumse hui hai
Tumko bhi hai na humse hui hai
Ulfat bhi uljhan bhi thodi si shararat bhi
Sangat bhi, rangat bhi thodi si hararat bhi
Mushqil ko milke aasaan karenge
Aao naa thodi mohabbat karenge
Jaane hi de jaane bhi de
Jaane bhi de hmm jaane bhi de…
Jaane hi de jaane bhi de
Jaane bhi de hmm jaane bhi de…
0 comments:
Post a Comment