Breaking News
Loading...
Friday, 23 November 2012

Info Post

Jaane Kaha Se Aayi Hai Songs Lyrics



Jaane Kaha Se Aayi Hai Songs Lyrics: Jaane Kahan Se Aayi Hai is a 2010 Bollywood sci-fi romance film directed by Milap Zaveri. It stars Riteish Deshmukh, Jacqueline Fernandez, Sonal Sehgal and Ruslaan Mumtaz in lead roles. It was Warner Bros's third Indian movie production.


Jaane Kaha Se Aayi Hai Songs Lyrics:




Song Title: Jaane Kahan Se Aayi Hai (Title) Song
Movie/Album: Jaane Kahan Se Aayi Hai (2010)
Singers: Shaan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Sajid Ali, Wajid Ali
Director: Milap Zaveri
Music Label: T-Series
Starring: Ritesh Deshmukh, Jacqueline Fernandez, Akshay Kumar, Priyanka Chopra, Amrita Rao, Karan Johar, Farah Khan, Satish Shah, Sajid Khan
Release on: 9th April, 2010

Jaane Kahan Se Aayi Hai (Title) Song Lyrics:


Jaane na jaane na jaane na jaane jaane na jaane na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai
No way no way na na na no way
No way no way na na na no way
No way no way na na na no way
No way no way na na na no way
Jaane na jaane na jaane na jaane jaane na jaane na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai, o jaane kahaan se aayi hai
Kabhi kabhi mujhe deewaani lage, kabhi kabhi mujhe anjaani lage
Kabhi kabhi hawa ki rawaani lage
Kabhi kabhi phulon ki kahaani lage
Ada se ada nasha se nasha churaake laayi hai
Jaane na jaane na jaane na jaane jaane jaane na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai

Chaandani hai apsara hai shaayari hai shaayara hai
Rangato ka daayara hai
Tu kabhi albeli kabhi mujhako paheli lage kyun
Ho pyaar ki hai isako juldi, dil yeh apana le ke chal di
Behaki behaki ulati sidhi
Aise lehraaye jaise hawaan mein udein khushbu
Aasmaan se jannato ka noor laayi hai
Jaane na jaane na jaane na jaane jaane jaane na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai, o jaane kahaan se aayi hai

Dur jaake paas aake khaayishon ko gudgudaake
Dekhati hai muskuraake
Teri palakon mein hai muhabbaton ka naya sapana
Gumshuda si guftagu hai, ajanabi si justaju hai
Tu kisi ki aaraju hai
Kahin na kahin toh mil jaayega tujhe woh apana
Do jahaan ki raunako mein tu hi chhaayi hai
Na jaane na jaane na jaane jaane jaane na jaane kahaan se aayi hai
Na jaane kahaan se aayi hai, tu jaane kahaan se aayi hai
Kabhi kabhi mujhe deewaani lage, kabhi kabhi mujhe anjaani lage
Kabhi kabhi hawa ki rawaani lage
Kabhi kabhi phulon ki kahaani lage
Ada se ada nasha se nasha churaake laayi hai
Jaane na jaane na jaane na jaane jaane jaane.




0 comments:

Post a Comment