Breaking News
Loading...
Monday 20 May 2013

Info Post


Ghanchakkar (2013) Songs Lyrics

Ghanchakkar (2013) Songs Lyrics: Ghanchakkar 2013 is a Bollywood suspense comedy caper film directed by Rajkumar Gupta and produced by Ronnie Screwvala and Siddharth Roy Kapur from UTV Motion Pictures. The film features Emraan Hashmi opposite Vidya Balan in the lead.

Ghanchakkar (2013) Songs Lyrics :


Song Title: Allah Meherbaan
Movie/Album: Ghanchakkar (2013)
Singers: Divya Kumar
Song Lyricists: Amitabh Bhattacharya
Music Composer: Amit Trivedi
Music Director: Amit Trivedi
Director: Rajkumar Gupta
Music Label: Sony Music
Starring: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajesh Sharma, Namit Das
Release on: 28th June, 2013

Allah Meherbaan Song Lyrics:


Allah…allah…

Teri saanson ki ujade hain khet re
Ujade hain khet re..
Ujade hain khet re
Jaise mutthi se fisle hai ret re
Fisle hai ret re..
Fisle hai ret re..

Aa..teri saanson ki ujade hain khet re aa..
Jaise mutthi se fisle hai ret re
Maane re..maane re..maane re..
Maane re..naiyo nanhi jaan
Chhoda seena taan
Chala re insaan..

Allah meharban
To dil gul-e-gul gulistaan
Allah meharbaan
To dil gul-e-gul gulistaan
Allah meharban to dil gul-e..
To dil gul-e..to dil gul-e-gul..
Allah meharbaan

Allah…allah…

Apni kamzori mein ghol de zarda
Ghol de zarda..ghol de zarda..
Khuda madadgaar hai
Gar himmat-e-marda
Himmat-e-marda
Bhai himmat-e-marda..
Jaisa aaghaz waisa anjaam hai
Waisa anjaam hai..waisa anjaam hai..
Aa…harkat maili to maila hi naam hai
Maila hi naam hai..maila hi naam hai..

Aa..jaisa aaghaz waisa anjaam hai aaha..
Harkat maili to maila hi naam hai
Maya maya maya re maya
Dozakh ka saamaan
Bacha ke imaan
Chala re insaan

Allah meharban
To dil gul-e-gul gulistan
Allah meharbaan
To dil gul-e-gul gulistan
Allah meharban to dil gul-e..
To dil gul-e.. To dil gul-e-gul..
Allah meharbaan

Allah… Allah…

Do din ki chandni ke chaand bhi jhoothe
Chaand bhi jhoothe..chaand bhi jhoothe..
Kaali kartooton ke daag na chhoote
Daag na chhoote
Bhai daag na chhoote..
Saari ustaadi kabron mein gaad ke
Kabron mein gaad ke..
Kabron mein gaad ke..
Ek din har oont neeche pahaad ke
Neeche pahaad ke..neeche pahaad ke..

Aa..saari ustaadi kabron mein gaad ke aaha
Ek din har oont neeche pahaad ke
Aaya aaya aaya re aaya
Maane ya na maan
Kaahe ka balwaan
Thehra tu insaan

Allah meharban
To dil gul-e-gul gulistaan
Allah meharbaan
To dil gul-e-gul gulistaan
Allah meharban to dil gul-e..
To dil gul-e.. To dil gul-e-gul..
Allah meharbaan

Teri saanson ki ujade hain khet re aaa….
Jaise mutthi se fisle hai ret re aaa….
Aaa….allah…


0 comments:

Post a Comment